Qasam Lyrics – Shae Gill, Afusic | Coke Studio 2026
- Published:
Qasam Lyrics by Shae Gill, Afusic is the newly released hindi song of 2026. The song, “Qasam” is sung by Shae Gill, Afusic. The lyrics of “Qasam” are penned and composed by Afusic. It’s magical and trendy music by Abdullah Kasumbi.
Qasam Lyrics
Tere sar ki qasam
Tere chahre pe gham
Humein bilkul jachta nahi
Har pal darti rahoon
Teri tasbeeh karoon
Kyun tu dil mein basta nahi
Kya tu sunta hai Rab
Mera toote sabar
Kya tu de ga sila nahi
Aur teri aankhon mein doob
Ke khaye zakhm
Ta umar woh bharta nahi
Tere bin kuch na jaanoon
Tujh se mein kya gham baantoon
Tere isharon par hi
Titli ka naach mein naachoon
Aa ke naacha tu
Taar taar kar ke
Mere dil ko yun jala na
Zaar zaar rootee hoon mein
Aise dil dukha na
Taar taar kar ke
Mere dil ko yun jala na
Zaar zaar rootee hoon mein
Aise dil dukha na
Chot aisee phir dil pe lagee na
Mar na jaaoon mein tujh bin kaheen na
Dil ko joodoon ga taankon se kab tak
Aisa socha tha mein ne kabhee na
Hum ko hee keh ke bura
Khud hee kartee sitam
Jaa mujh ko parwa nahi
Miley tujh ko zauq naye
Miley log naye
Dikhye mera chahra nahi
Kya mujh se rooth gayi qismat yeh sanam
Miley koi raasta nahi
Dil mera toot gaya
Tu rooth gayi
Mujhe koi shikwa nahi
Par jaana, taar taar kar ke
Mera dil to yun jala na
Zaar zaar roota hoon mein
Aise dil dukha na
Taar taar kar ke
Mera dil to yun jala na
Zaar zaar roota hoon mein
Aise dil dukha na
Chal de… na kar der maahi mere raahi
Chal de… hai waqt abhi baaqi mere raahi
Chal de… na kar der maahi mere raahi
Chal de… hai waqt abhi baaqi mere raahi
Chal de…
Qasam Lyrics Written by: Afusic
तेरे सर की कसम
तेरे चेहरे पे ग़म
हमें बिल्कुल जचता नहीं
हर पल डरती रहूँ
तेरी तस्बीह करूँ
क्यूँ तू दिल में बसता नहीं
क्या तू सुनता है रब
मेरा टूटे सब्र
क्या तू देगा सिला नहीं
और तेरी आँखों में डूब
के खाए ज़ख़्म
ता उम्र वो भरता नहीं
तेरे बिन कुछ ना जानूँ
तुझसे मैं क्या ग़म बाँटूँ
तेरे इशारों पर ही
तितली का नाच मैं नाचूँ
आ के नाचा तू
तार तार करके
मेरे दिल को यूँ जला ना
ज़ार ज़ार रोती हूँ मैं
ऐसे दिल दुखा ना
तार तार करके
मेरे दिल को यूँ जला ना
ज़ार ज़ार रोती हूँ मैं
ऐसे दिल दुखा ना
चोट ऐसी फिर दिल पे लगी ना
मर ना जाऊँ मैं तुझ बिन कहीं ना
दिल को जोड़ूँगा टाँकों से कब तक
ऐसा सोचा था मैंने कभी ना
हमको ही कह के बुरा
ख़ुद ही करती सितम
जा मुझको परवाह नहीं
मिले तुझको ज़ौक़ नए
मिले लोग नए
दिखे मेरा चेहरा नहीं
क्या मुझसे रूठ गई क़िस्मत ये सनम
मिले कोई रास्ता नहीं
दिल मेरा टूट गया
तू रूठ गई
मुझे कोई शिकवा नहीं
पर जाना, तार तार करके
मेरा दिल तो यूँ जला ना
ज़ार ज़ार रोता हूँ मैं
ऐसे दिल दुखा ना
तार तार करके
मेरा दिल तो यूँ जला ना
ज़ार ज़ार रोता हूँ मैं
ऐसे दिल दुखा ना
चल दे… ना कर देर माही मेरे राही
चल दे… है वक़्त अभी बाक़ी मेरे राही
चल दे… ना कर देर माही मेरे राही
चल दे… है वक़्त अभी बाक़ी मेरे राही
चल दे…
Qasam Lyrics Written by: Afusic
Official Music Video
Watch official video of the song on official YouTube Channel.
Credits:
- Song: Qasam
- Singer: Shae Gill, Afusic
- Music: Abdullah Kasumbi
- Lyrics/Composer: Afusic
- Label: Coke studio pakistan
More Songs Lyrics
FAQ .......
Who is the singer of song "Qasam"?
Who wrote the Lyrics of Qasam?
Who gave the amazing music of Qasam?
If any of our thankful visitors found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us on our Email id.
We will correct the mistakes in the Song lyrics.







