Departure Lane Lyrics – Talha Anjum | My Terrible Mind 2025
Departure Lane Lyrics by Talha Anjum is the newly released Hindi Urdu Rap song of 2025. The song, “Departure Lane Lyrics” is sung by Talha Anjum. The lyrics of “Departure Lane Lyrics” are penned and composed by Talha Anjum. It’s magical and trendy music by Umair.
Credits :-
- Song - Departure Lane
- Rapper - Talha Anjum
- Music - Umair
- Lyrics/Composer - Talha Anjum
- Lable - Talha Anjum
Departure Lane Lyrics – Talha Anjum | My Terrible Mind 2025
Khush-fehmiyan hain
Khudse bani hein
Kuch kami hai toh
Kuch kami hai toh
Mein bhi yahan hun
Voh bhi yahin hai
Kya voh nahi hai jo
Voh nahi hai jo
Kya voh teri meri be-takallufi
Yan voh duniya mein sabsay sar-kashi
Tu pariyon si kaisi naazneen
Ki dil ne zehen ki na suni
Khuda ne ye hawayein tere sang karr di
Tu voh jo be-rang ko bhi rang karti
Tu voh jo mujhein haasil hi nahi
Main karun tujhay kaisay ye bayaan
Meri jaan meri jaan tu naa ja
Abhi qarz hai tujh pe voh waada
Meri jaan mujhein kya hi pata tha
Rang badley ye kaisey aasmaan
Meri jaan meri jaan yun naa ja
Badlo na tum apna irada
Meri jaan mujhein kya hi pata tha
Rang badle ye kaisey aasmaan
Meri saari umar mein tu hi hai kami
Baaki sab hai mayassar
Tere na aana mujhay maar dega
Tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar
Bikhra hai dil ka ye daftar
Koi nahi ghar par
Jaunga kidhar tak
Aadatein nhi chhoot tii
Roz wahin jahan se shuru kiya
Sifar se sifar tak
Duniya mile kaam se bas
Duniya mere kaam ki nahi
Mein suraj se mukhatib hoke
Shaam se baitha hun
Ye humara pehla jaam to nahi
Sabar ka imtehaan naa le
Tu mere sabar ka inaam to nahi
Tu mujhsay kuch chhupa bhi le
Tu mujhay kuch bata hi nahi
Ab teri marzi mujhpe kuch
Tu kar ayaan hi nahi
Meri jaan meri jaan yun na ja
Abhi qarz hai tujhpe voh waada
Meri jaan mujhein kya hi pata tha
Rang badlay ye kaise aasmaan
Meri jaan meri jaan yun naa ja
Badlo na tum apna irada
Meri jaan mujheim kya hi pata tha
Rang badle ye kaisey aasmaan
Departure Lane Lyrics Written by: Talha Anjum
FAQ .......
Who is the singer of song "Departure Lane"?
Who wrote the Departure Lane song?
Who gave the amazing music of this song?
If any of our thankful visitors found any Mistakes in the lyrics. Please get in touch with us on our Email id. We will correct the mistakes in the Song lyrics.