Rozaana Lyrics – Akshath | New Hindi Romantic Song 2025
“Rozaana” Lyrics by Akshath is the newly released Hindi song of 2025. The song, “Rozaana Lyrics” is sung by Akshath. The lyrics of “Rozaana” are penned and composed by Akshath. It’s magical and trendy music by Akshath.
Credits :-
- Song - Rozaana
- Singer - Akshath
- Music - Akshath
- Lyrics/Composer - Akshath
- Lable - Akshath

Rozaana Lyrics – Akshath | New Hindi Romantic Song 2025
Mere sapno apna bana de
beeti yaad’on se raate saja de
hai kahin jo khushi lautana
yaad aana rozaana
Mere apne to saath yahaan hai
Par tere bina baat kaahan hai
kho gayi zindagi lautana
yaad aana rozaana
yaad aana rozaana
yaad aana rozaana
Koi naa hai mila jo samjh saka
Mujhe jaise samjhe tu
Koi naa khud se kehta raha
Par tere bin kya karu
Jitne bhi lamhe aaye
Ab khud se sehna hai
Duniya to badle jaaye
Ab khud mein rehna hai
Ae dil kyun yeh har pal
Tujhe hi pukare
Tum aao naa Aao naa
Mushqil sa hai yeh guzara
Mere sapno apna bana de
beeti yaad’on se raate saja de
hai kahin jo khushi lautana
yaad aana rozaana
Mere apne to saath yahaan hai
Par tere bina baat kaahan hai
kho gayi zindagi lautana
yaad aana rozaana
Tum naa ho paas mere jo
Iss baat ki maafi hai
Tum naa hokar jitne ho
Utna bhi kaafi hai
Yaad’on se hai ab yaari
Dosti hai Khwaab’on se
Rishta to hai abhi baaki
An-kahi wo baat’on se
Ae dil kyun yeh har pal
Tujhe hi pukare
Tum aao naa Aao naa
Mushqil sa hai yeh guzara
Mere sapno apna bana de
beeti yaad’on se raate saja de
hai kahin jo khushi lautana
yaad aana rozaana
Mere apne to saath yahaan hai
Par tere bina baat kaahan hai
kho gayi zindagi lautana
yaad aana rozaana
yaad aana rozaana
yaad aana rozaana
Rozaana Lyrics Written by: Akshath
FAQ .......
Who is the singer of song "Rozaana"?
Who wrote the Rozaana song?
Who gave the amazing music of this song?
Who is the director of this song?
Lead cast of this song?
If any of our thankful visitors found any Mistakes in the lyrics. Please get in touch with us on our Email id. We will correct the mistakes in the Song lyrics.