Afsaana Banaya Aapne Lyrics – Himesh Reshamiya 2026
- Published:
Afsaana Banaya Aapne Lyrics by Himesh Reshamiya is the newly released Hindi song of 2026. The song, “Afsaana Banaya Aapne” is sung by Himesh Reshamiya & Asees Kaur. The lyrics of “Afsaana Banaya Aapne” are penned and composed by Himesh Reshammiya. It’s magical and trendy music by Himesh Reshammiya.
Afsaana Banaya Aapne Lyrics
Afsana afsana afsana
Afsana afsana afsana
Baat jism ki thi nahi
Rooh tak hume jaana hai
Maamla yeh dil ka hai
Ishq yeh nibhaana hai
Yun teri galiyon mein aana
Yun tera dil ko dhadkana
Yun mera murshid ho jaana
Lamha tha daur banaya apne
Kisse ko dastaan banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne
Kyun tere aane se dil chain yeh paata hai
Tere milne se kuch pal aaram aata hai
Baat kuch pal ki nahi
Door tak hume jaana hai
Faasle bhi hai bohot
Phir bhi tumko paana hai
Yun teri baahon mein aana
Yun mera tabaah ho jaana
Yun tera marham ban jaana
Dard tha dawah banaya apne
Zarra tha aasmaan banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne.
Afsaana Banaya Aapne Lyrics Written by: Himesh Reshammiya
Official Music Video
Watch official video of the song on official YouTube Channel.
Credits
- Song - Afsaana Banaya Aapne
- Singer - Himesh Reshammiya
- Music - Himesh Reshammiya
- Lyrics/Composer - Himesh Reshammiya
- Lable - Himesh Reshammiya
More Songs Lyrics
FAQ .......
Who is the singer of song "Afsaana Banaya Aapne"?
Who wrote the Lyrics of Afsaana Banaya Aapne?
Who gave the amazing music of song?
Who is the director of Afsaana Banaya Aapne?
Who leads the role of main cast of Afsaana Banaya Aapne?
If any of our thankful visitors found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us on our Email id.
We will correct the mistakes in the Song lyrics.







