Afsaana Banaya Aapne Lyrics – Himesh Reshamiya 2026

Afsaana Banaya Aapne Lyrics by Himesh Reshamiya is the newly released Hindi song of 2026. The song, “Afsaana Banaya Aapne” is sung by Himesh Reshamiya & Asees Kaur. The lyrics of “Afsaana Banaya Aapne” are penned and composed by Himesh Reshammiya. It’s magical and trendy music by Himesh Reshammiya.

Afsaana Banaya Aapne Lyrics

Afsana afsana afsana
Afsana afsana afsana

Baat jism ki thi nahi
Rooh tak hume jaana hai
Maamla yeh dil ka hai
Ishq yeh nibhaana hai

Yun teri galiyon mein aana
Yun tera dil ko dhadkana
Yun mera murshid ho jaana

Lamha tha daur banaya apne
Kisse ko dastaan banaya apne

Afsana afsana afsana banaya apne
Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne

Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne

Kyun tere aane se dil chain yeh paata hai
Tere milne se kuch pal aaram aata hai
Baat kuch pal ki nahi
Door tak hume jaana hai

Faasle bhi hai bohot
Phir bhi tumko paana hai
Yun teri baahon mein aana
Yun mera tabaah ho jaana

Yun tera marham ban jaana
Dard tha dawah banaya apne
Zarra tha aasmaan banaya apne

Afsana afsana afsana banaya apne
Pehle toh main aashik tha
Afsana afsana afsana banaya apne.

Afsaana Banaya Aapne Lyrics Written by: Himesh Reshammiya

FAQ .......

Who is the singer of song "Afsaana Banaya Aapne"?

Himesh Reshammiya & Asees Kaur are the singer of the song "Afsaana Banaya Aapne".

Who wrote the Lyrics of Afsaana Banaya Aapne?

Afsaana Banaya Aapne has been written and composed by Himesh Reshamiya.

Who gave the amazing music of song?

Himesh Reshammiya is the music producer of Afsaana Banaya Aapne song.

Who is the director of Afsaana Banaya Aapne?

Afsaana Banaya Aapne song video has Directed by Aditya Datt.

Who leads the role of main cast of Afsaana Banaya Aapne?

Afsaana Banaya Aapne song video features Emraan Hashmi, Genelia Deshmukh.

If any of our thankful visitors found any mistakes in the lyrics, please get in touch with us on our Email id.
We will correct the mistakes in the Song lyrics.

Scroll to Top