Farebi Lyrics – Chaar Diwari & Raftaar 2025

“Farebi” Lyrics by Chaar Diwari & Raftaar is the newly released Hindi Rap song of 2025. The song, “Farebi Lyrics” is sung by Chaar Diwari & Raftaar. The lyrics of “Farebi” are penned and composed by Chaar Diwari & Raftaar. It’s magical and trendy music by Chaar Diwari.

Advertisements
 

Credits :-

Farebi Lyrics - Chaar Diwari & Raftaar 2025

Farebi Lyrics – Chaar Diwari & Raftaar 2025

Downtown mein lagi aag
Sabhi bhaage
Building se nikale dhuan
Abe sab jal gaya

Toh sabhi bhaage
Public mein mache hahakaar
Mujrim pharaar
Gaya woh kahaa pe, na jaane

Hai piche-piche police mere
Jaldi-jaldi bhaagta main aage
Basta bachaa ke
jisme chori ka maal
Kisi ka dil rakha

Khichta hai
Mujhe tujh tak
Jaane kaun farishta

Aa gaya main
Tere ghar par
Dar par, dar tha
Bhatakata

Mil gayi hai
Teri bhuri-bhuri dono aakhein Aakhon se meri
Ho gaya woh Mujhe jiska dar tha

Laila ko lagata hoon
Main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi

Ye Kya meri saari baate hai
Farebi
Main farebi
Jaan lеgi ye
Laila ka lagata hoon main farebi
Haan farebi
Kya kahеgi?
Ye Kya meri saari baate hai farebi
Main farebi, jaan legi ye

Downtain mein lagi aag

Diwaari mera dil le gaya
Apna khanjar maara
Seena mera chheel ke gaya

Meri keel waali heel le gaya
Mujhe lagaa lagi aag
Saala feel le gaya

Meri gali mein
Aata jaata rehta tha tu
Tapri mein ghusa chhupa
Chhatri mein rehta
Phaike khat kare bak
Mujhe Katrina kehta tha
Main fuck bhi na deti thi
Tu zakhmi sa baitha tha na
Dalle

Kheechta hai
Nazron se faade husn ka pardaa
Aa ke neeche Ghar ke tu dar par
Sar tha pataktaa
Dilagi hai Ya dil ki lagi hai
Phat-ti hai meri
Ho gaya woh Mujhe jiska dar tha

Laila ko lagata hoon
Main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi

Ye Kya meri saari baate hai
Farebi
Main farebi
Jaan lеgi ye
Laila ka lagata hoon main farebi
Haan farebi
Kya kahеgi?
Ye Kya meri saari baate hai farebi
Main farebi, jaan legi ye

Laila tu na maane
Laila na pehchaane
Laila ko baatein sab
Kyu lagein bahaane

Laila main farebi
Main thag main apraadhi
Maine toh zindagi ye
Bhaag bhaag bitaa di

Laila main na tera
Tu hai na meri
Mujhe bhula dena
Main kahin ka nahi

Laila tu abhi hai
Phir teri saheli
Main thagtaa jagg ko
Mera koi hai apna hi nahi

Main chahta nahi hu tujhe
Meri toh mujh se bhi na bane
Main kha gaya teri khushiyaan
Ab tujhe lage

Main farebi
Haan farebi
Kya kahegi
Ye Kya teri saari batein
Hain farebi
Main farebi
Jaan legi ye

Laila ko lagtaa hu
Main farebi
Haan farebi
Kya kahegi
Ye Kya meri saari batein hain
Farebi
Main farebi
Jaan legi ye

Farebi Lyrics Written by: Chaar Diwari & Raftaar

 

FAQ .......

Who is the singer of song "Farebi"?

Chaar Diwari & Raftaar are the singer of the song "Farebi".

Who wrote the Farebi song?

Farebi song has been written and composed by Chaar Diwari & Raftaar.

Who gave the amazing music of this song?

Chaar Diwari is the music producer of the Farebi song.

Who is the director of this song?

Farebi song video has Directed by Chaar Diwari.

If any of our thankful visitors found any Mistakes in the lyrics. Please get in touch with us on our Email id. We will correct the mistakes in the Song lyrics.

Scroll to Top